کبھی فرصتوں میں بتاؤں گا، وہ معاملے جو مُجھے کھا گئے۔
Kabhi fursaton main bataonga, wo maamle jo mujhe kha gaye...
Kabhi fursaton main bataonga, wo maamle jo mujhe kha gaye...
Aafatein jaise intizar main thi...
Tere jate hi sab ne gheyr liya...
Mehfooz yahan tohmat se, na Maryam thi na Yusuf tha...
Zameen mili toh banjar... Log mile toh kanjar.
To kya tay hai ki tum ko umar bhar na dekh paon ga?
To kya beenayi ki nemat yun hi bekaar jaye gi?..
Hasb-e-muraad kha gaye meri rooh ko sabhi log...
When they say "Na dua, na koi kohsish! Aise hi jane diya sab kuch, jaise faraq hi na parta ho". But only you know,
Kitni duaon ke baad haar maani hai main ne...
It is a curse to feel everything so deeply. Is liye,
Na hum hote, na dil hota, na dil aazariyan hoti...
Zara si thes lagti hai, bohot sa toot jata hu...
Sheron ke intakhab ne ruswa kiya mujhe!
Ye baat lab pe nahi aani chahiye thi magar...
Bohot kharab kiya teri aarzoo ne mujhe...
Har dil se utar jate hain chaar din ke baad...
Ye toot ke bikhra hai ki toota hai bikhar ke...
Hum Dil ki tabahi ka sabab dhoond rahe hain...